Recently

How to promote affiliate products in Urdu Hindi ?

Urdu information official ki trf se sb dostoon ko neya saal Mubarak.
Kaafi dinu se apnay readers se doori k bad ek new article k sath mulaqat ka moqa mil raha hai.

Kaafi saray friends ko mein ne in dinoon Amazon affiliate account bna kr diye hain.
Account bn janay kay bad un ka sb se pehla sawal ye hota ki wo apni affiliate products ko promote kese krein ...?

Facebook aur other social media walay links ko block kr detay hain aur agr zeda link share krein to account bi block ho jata hai.

To isi sawal ko lay kr mein ne socha ki "how to promote affiliate products" kay naam se ek article likhoon . sb ko alg alg btanay se acha hai ki ek hi baar likh kr rakh lo ab kisi bi friend ne ye swal kiya us ko is article ka link day doon ga.


How to promote affiliate products ?
First way...

1: Sb se pehaly ap WordPress pr free blog bnayein.

2: Blog bnanay kay bad aap apnay affiliate account khol lein. Aur jo bi product sale krna hai us ki picture download kr lein aur us ki baaqi details bi.

3: Ab picture aur about product ko blog pr post kr dein. Aur picture mein ap apnay affiliate account se product link lay kr lgaa dein.

Aur Saath mein "Buy Now" likh kr is mein bi link daal dein.


Amazon ka link kese create krtay hain ?
Video link : https://youtu.be/LEKwGcEBte0
Ap is video mein dekh sktay hain.


1: Amazon.com open kr lein

2: Jis product ka link lena hai us ko search kr lein.

3: agr ap mobile user hain to apnay browser ko desktop version krlein.

4: Ab sb se oopr aap ko "text" likh nzr aye ga. Us pr click krein gay to ap ko link nzr aye ga.

5: us ko copy kr lein aur apnay WordPress blog mein daal dein.

Note: affiliate links ko Facebook aur other social media walay kbi kbi block kr detay hain lekin ap kay free WordPress blog ko Facebook aur others block nahi krein gay.

Note: agr aap chahtay hain ki ap ki site kbi bi  Facebook pr block na ho to aap link shortener ka use krein.

Link shortener se link kese short krtay hain is video mein aap dekh sktay hain.

Example kay liye aap mera blog dekh sktay hain.
https://whitefridaysale.wordpress.com

Note: Agr aap WordPress pr blog bnatay hain aur posts daltay hain to WordPress khud aap ki products ko logoon tk bejhay ga.

Note: ap WordPress pr aur WordPress blogs ko follow krein. Easa krnay se aap kay blof bi log follow krein gay aur other blog pr comments bi kiya krein .


How to promote affiliate products ?
Second way...

1: YouTube pr ek channel create krein

2: Jis product ko ap promote krna chahtay hain us kay baaray mein detail se 1 se 3 minute ki video bnayein aur YouTube channel pr upload kr dein.

3:ab product link video description mein daal dein.

4:  Aur video mein bol dein ki product ko buy krnay kay liye description mein mojood link pr click krein.

If you want to make money with an affiliate 
program through Facebook without running 
a campaign, use the tips & tricks that are 
given below :

1. Search for the groups of your product's 
niche.

2. Select groups that are highly active and 
join those groups after reading their group's policy.

3. Never post an affiliate link immediately after joining to those groups.

4. Be social with the group members. Try to 
know their needs and pain points. It will really 
work a lot.

5. Then suggest your affiliate link and ask them to check this out!

6. While posting the link try to sell the 
benefits, not the product.


1 comment:

Admin said...

One of the best site dear, your working is awesome.

iCloud Bypass Tool


hush sms sender apk