Recently

Guest Post

Guest post
Agr aap new blogger hain to guest post aap kay liye bohat hi zeda important hai.
#Note: 
 Urdu information pr Guest post bilkul free hai.

Guest post kay faiday
1: Guest post krnay se ap ko backlinks miltay hain.
2: Guest post krnay se aap kay blog pr traffic barti hai.
3: Guest post krnay se aap dusray bloggers kay contact mein rehtay ho is tra ap ki help hoti rehti hai.
4: Agr ap ka AdSense account approved hai to aap ki earning baray gi.
5: Aap ka blog bohat jald search engine mein aa jaye ga.

Urdu information pr Guest post kesay karein?
1: Sb se pehlay aap topic slect karein.
Ap sirf in topics pr hi Urdu information pr post kr sktay hain.


Topics
  • Make money
  •  Technology
  •  AdSense
  •  SEO
  •  Tips & Tricks ( Mobile & Computer)
  •  Internet
  •  Social sites
  •  Blogging
  •  Apps etc.

2: Ab aap post likhen.
3: Post kese likhen.
Ap oopr diye gaye topics pr post likhen aur aakhir mein apna aur apnay blog ka introduction dein.
4: Aap ne jo Guest post likhi hai wo kisi aur blog pr na ho is liye ki ye copyright ki khilaaf warzi hai.
5: Ap apni Guest post mein zeda se zeda apnay blog kay 7 backlink daal sktay hain.
6: Post kam se kam 500 words ki hona zruri hai.
7: Guest post ko achay se read kr lein taa ki koi mistake na rahay .
8: Ab aap ki post ready hai to aap is email address pr post ko send kr dein.


No comments: