Recently

Aap ki site ka content copy ho raha hai ya nahi kaise pata kare ?

Asslam o Alaikum friends !
Aaj mein aap kay liye ek bohat hi zabardast post lay kr hazir howa hoon.
Agr aap ko nahi pta ki aap ki posts kon chori kr raha hai to aap is post ko read kr kay pta kr sktat hain ki ap ki posts kon kon chori kr raha hai.

How to check copyrighted article

Kese pta karein kon krta hai aap ki posts ko chori?
Step 1: sb se pehlay ap is website ko open kr lein.




Step 2: ab aap apni site pr ja kr us post kay link ko copy kr lein jis ka ap ne pta krna hai ki us ko koi copy to nahi kr raha.



Step 3: ab aap is site (www.copyscape.com) pr a kr khaali khanay mein apni post kay link ko past kr dein.
Aur go pr click kr dein.



Friends aap dekh sktay hain ki 1 result show ho raha hai is ka mtlb hai ki meri post koi kisi ne abi tk copy nahi kiya hai..
Agr other result show hoon to is ka mtlb hai ki post ko koi copy kr raha hai.

Agr koi copy kr raha hai to wo link bi show ho ga ap us pr click kr us ki site pr ja kr us kay admin ko post delete krnay ki request kr sktay hain.


Friends umeed hai aap ko ye post achi lgi ho gi.ag aap ko post achi lgi to pleases is post ko apni Facebook profile pr share krein taaki aap kay friends ko bi is post se faida hasil ho.
Aur agr koi ap kay zehn mein koi sawal hai to aap comment kr kay pooch sktay hain.
Jazak Allah

No comments: