Guest post
Agr aap new blogger hain to guest post aap kay liye bohat hi zeda important hai.
#Note:
Guest post kay faiday
- Guest post krnay se ap ko backlinks miltay hain.
- Guest post krnay se aap kay blog pr traffic barti hai.
- Guest post krnay se aap dusray bloggers kay contact mein rehtay ho is tra ap ki help hoti rehti hai.
- Agr ap ka AdSense account approved hai to aap ki earning baray gi.
- Aap ka blog bohat jald search engine mein aa jaye ga.
Urdu information pr Guest post kesay karein?
1: Sb se pehlay aap topic slect karein.
Topics
- Make money
- Technology
- AdSense
- SEO
- Tips & Tricks ( Mobile & Computer)
- Internet
- Social sites
- Blogging
- Apps etc.
2: Ab aap post likhen.
3: Post kese likhen.
Ap oopr diye gaye topics pr post likhen aur aakhir mein apna aur apnay blog ka introduction dein.
4: Aap ne jo Guest post likhi hai wo kisi aur blog pr na ho is liye ki ye copyright ki khilaaf warzi hai.
5: Ap apni Guest post mein zeda se zeda apnay blog kay 7 backlink daal sktay hain.
6: Post kam se kam 500 words ki hona zruri hai.
7: Guest post ko achay se read kr lein taa ki koi mistake na rahay .
8: Ab aap ki post ready hai to aap is email address pr post ko send kr dein.
No comments:
Post a Comment