Recently

How to earn money by Google web Stories | What is Google Web Stories in Urdu Hindi

 is article mein ham sikhein gay ke kesay ham google web stories se pesay kma sktay hain. 

Google web stories hai keya?
What is Google web stories?

Google apnay Discover platform pr apnay readers kay liye stories show krta hai, Usay google web stories kehtay hain. 

Ye stories google khud nahi likhta balkay mere jesay bloggers hi un stories ko create krtay hain. Aur un stories se pesay kmatay hain. 



Google web stories kesi honi chahiyein ?
What should Google Web Stories be like?

Google web stories ek short video (under 60 seconds), Photo slides ya koi Animation ho skti hai. 

How to earn money by Google web stories?

Google web stories se pesay kmanay kay kafi saray tariqay hain jin me se ham kuch ko discuss krein gay.

1. Google Adsense

2. Shorte.st

3. Affiliate marketing 

4. Advertisement

5. Views for YouTube videos


Other Articles

 How to Earn money by free WordPress website 

How to make free WordPress website


Google Adsense

Jb ham koi web stories create krtay hain to us mein Adsense ads lga detay hain jis se hamein earning hoti hai.

Ya ham stories mein apni site ka link daal detay hain aur readers link pr click kr kay site visit krtay hain. Kaafi saray Readers hmari site pr lgay ads pr click krtay hain aur hamein earning hoti hai. 


Shorte.st

Ye ek link shortner web site hai. Web Story create krtay time hamein ek link short kr kay story mein dalna hota hai. Jb bi readers link pr click krtay hain to hmein earning hoti hai.


Affiliate marketing 

Amazon hamein ye facility deta hai ke ham amazon products ki marketing kr kay pesay kma skein. 

Google allow nahi krta ke ap affiliate link story mein add krein. 
Agr aap web stories kay through affiliate marketing krna chahtay hain to ap direct affiliate link nahi daal sktay. 
Affiliate marketing krnay kay liye ap ko story mein apni website ka link dalna ho ga. Jb user ap ki site ka visit kray aur affiliate link pr click kray to is pr google ko koi objection nahi hai. 


Advertisement

Agr ham advertiser hain to ham apnay clients kay liye google web stories kay through achay se Advertisement kr kay pesay kma sktay hain. 


YouTube Views

Agr hamara koi YouTube channel hai to ham apnay channel pr mojood videos kay liye google web stories se Views hasil kr sktay hain. 


Other Articles 

How to earn money by Tool website 

5 Ways for money making 

How to create Google web stories ?

Sb se pehlay ap ko www.makestories.io pr ja apna account bnana ho ga. 

Account bnana bilkul easy hai same Facebook ki tra. 

#important: 

Account bn janay kay bad right side pr "Profile" pr click kr kay profile update kr lein. 

Profile update ho jaye to Left side pr "Create Story" pr click krein. 

Ab apni marzi ka photo aur text add krein. 

Page story ke left side pr link icon pr click kr kay us mein apna koi bi link add kr dein . 

Ab Story "Publish" kr dein. 

 

How to Create Google web stories (video)



Don't do this for google web stories


Copyright Content 

Agr ap Adsense se earning krna chahtay hain to google web stories mein Copyright content use na krein. 

Text-heavy Web Stories

Web stories mein limited text use krein . Ek page mein maximum 8 se 10 words only. 

Agr ap koi photo ya video add kr rahay hai wo wo low quality ki nahi honi chahiye. Koshish krein ke ap ki photo ya video high quality ki ho. 


Ap ki story adhuri nahi honi chahiye. Story ko complete krein ta ke user story read kr satisfied ho.

Google allow nahi krta ke ap affiliate link story mein add krein. 
Agr aap web stories kay through affiliate marketing krna chahtay hain to ap direct affiliate link nahi daal sktay. 
Affiliate marketing krnay kay liye ap ko story mein apni website ka link dalna ho ga. Jb user ap ki site ka visit kray aur affiliate link pr click kray to is pr google ko koi objection nahi hai. 

No comments: